Saturday, June 27, 2009

zindagi mein raushni roshnayi se aati hai,
aadmi mombatti ban-ban ke pighalta hai..

Sunday, May 17, 2009

samidha jalni chahiye

har aag se waqif hain hum ki jalana hamein aata hai,
jeevan ki vividh ushmaaon mein palana hame aata hai..

aise anubhavon ke baad kahta hoon ki............... SAMIDHA jalati rahni chahiye......